Thursday, 31 December 2015

New Saraiki Poetry Collaction


new year poetry in saraiki.2 line saraiki poetry,saraiki poetry with girls photos,saraiki best poetry,sad saraiki poetry.shakir shuja aabadi sad poetry,saraiki best poetry photos,funny saraiki poetry,lovly saraiki poetry wallpapers,saraiki photos,



















Thursday, 3 December 2015

Tuesday, 1 December 2015

Bat Be Bat

Baat be baat jo bhar agti hai ankhein apni 
Yad rakhi hai kesi dukh ki kahani dil ne 

Mamul Ban Chuka Hai

Mamul ban chuka hai mera ratoon ko jaghna 
Nendein mere wajood ki ek shakhs le gya 

Bohat Hi Yaad Atay Ho

Bohat hi yaad ate ho 
Zara milny chaly aao

Mujh kch tum se kehna hai 
Zayda waqt nahin lounga

Zara si baat karni hai 
Na dukh apne sunanay hain 

Na koi faryad karni hai 
Mujhe bas etna kehna hai 

Mujhe tum yaad aty ho 
Bohat hi yaad aty ho 

Monday, 30 November 2015

Bholnay Waley

bholnay wale ne ye bhi na socha hoga 
Ek do din nahin barson ki shnasai hai 

To Mere Dil Pe Hath To Rakh

To mere dil pe hath to rakh 
Main tere hath pe dil na rakh doon to kehna 

Saqi

Etna hanso keh ankh se anso nikal parein 
Apni khushi kay sath mera gham nba do 

Zindagi

Zindagi kab ki khamosh ho gayi 
Dil to bas adat'tan darkta hai 

Gi Chahta Hai

Ji chahta hai usay muft main dil de doon
Itnay masoom kharedar se kiya lena dena

Mohabbat Karna Chahtay Ho

Mere alwa kesi aur se mohabbat karna chahtay ho 
To saf saf kaho na mere hathon se marna chahtay ho 

Waqat

Waqt anay par log sath kam 
Aur mashwary zayda detay hain 

Neyat Kharab Hai

Hota nahin ayaan kabhi unkay mezaj se 
Neyat kharab hai kay tabeyaat kharab hai 

Aur Tum Kehti Ho

Mujh se bar ke kis ne jana hai tumhein 
Aur tum kehti ho na mahram hun main

Zindagi Ek Bar Milti Hai

Zindagi ek bar milti hai sara sr ghalt taswar hai 
Zindagi to hur roz melti ha dar asal mout sirf ek bar melti ha

Main Fana Ho Gya

Main fana ho gya wo badla phr bhi nahin 
!,,,Faraz,,,!
Meri chahat se bhi sachi thi nafrat us ki 

Etnay Masroof Ho Gaye Ho Tum

Etnay masroof ho gaye ho tum 
Dil dukhany bhi ab nahin atay 

Mar-E- Ishq

Allah bachaye marz-e-ishq se dil ko 
Suntay hain k yeh arzah acha nahin hota 

Hum aah bhi karein to ho jatay hain badnaam
Wo qatal bhi kar dein to charcha nahin hota 

Tum Haqeeqat Ho

Tum haqeeqat ho ya fareeb meri ankhon ka 
Na dil se nikltay ho na zindagi main aty ho 

Bewafa

Tum se hi thi meri zindagi lakin ye kiya howa 
Tum bin bhi main ji rahi hun main kesi hun be wafa